Tay Kar Liya Hai Samandar Allah Lyrics

"Tay Kar Liya Hai Samandar Allah" lyrics from Rishta sung by anuradha paudwal, jaswant singh and music directed by shekhar sen and composed by shekhar sen and lyrics written by israr ansari

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tay Kar Liya Hai Samandar Allah Lyrics


Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare
Badla mera muqaddar
Allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare

Woh shola jisko chhukar
Jhal jaata hain zamana
Woh shola jisko chhukar
Jhal jaata hain zamana
Dekhenge usko chhukar
Allah ke sahare
Dekhenge usko chhukar
Allah ke sahare
Badla mera muqaddar
Allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare

Daaman mein kankaro ke
Ambaar hain to kyaa hain
Daaman mein kankaro ke
Ambaar hain to kyaa hain
Ban jaayenge ye gohar
Allah ke sahare
Ban jaayenge ye gohar
Allah ke sahare
Badla mera muqaddar
Allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare.

More songs lyrics from Rishta.