Suno Piya Lyrics

"Suno Piya" lyrics from Tere Liye sung by kavita krishnamurthy, sonu nigam and music directed by jeet ganguly, pritam chakraborty and composed by jeet ganguly, pritam chakraborty and lyrics written by abbas tyrewala

Lyricist(s):
Music Director(s):

Suno Piya Lyrics


Suno piya suno zara dil kaheta hai kya
Suno piya suno zara dil kaheta hai kya
Janejana kahi chale jana nahi
Aur mujhe kahena hai kya
Suno piya suno zara dil kaheta hai kya
Suno piya suno zara dil kaheta hai kya

Bat hai kuch to nayi yaha
Chha raha jadu koi yaha
Ho bat hai kuch to nayi yaha
Ho chha raha jadu koi yaha
Nayi mulakat hai naye zazbat hai
Kaise kahu, kaise rahu
Kaho piya kaho zara dil kaheta hai kya
Suno piya suno zara dil kaheta hai kya

Kya nasha tune pila diya
Oo ho mujhko hai mujhse mila diya
Oo ho kya nasha tune pila diya
Oo ho mujhko hai mujhse mila diya
Naya koi raz hai nayi aawaz hai
Kaise kahu, kaise kahu
Suno piya suno zara dil kaheta hai kya
Kaho piya kaho zara dil kaheta hai kya

Janejana kahi chale jana nahi
Aur mujhe kahena hai kya
Suno piya kaho piya
Suno zara kaho zara
Dil kaheta hai kya
Suno piya kaho piya
Suno zara kaho zara
Dil kaheta hai kya.

More songs lyrics from Tere Liye.