Suni Suni Ankhiyon Mein Lyrics

"Suni Suni Ankhiyon Mein" lyrics from Lal Dupatta Malmal Ka sung by anuradha paudwal, udit narayan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Suni Suni Ankhiyon Mein Lyrics


Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak
Uthe jab se mila hai tera pyaar
Tumne to jaise
Mera rang hi badal diya
Kahaan the abhi tak yaar
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak
Uthe jab se mila hai tera pyaar
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak
Uthe jab se mila hai tera pyaar
Tumne to jaise
Mera rang hi badal diya
Kahaan the abhi tak yaar
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak

Kal bhi yahi jahaan tha
Lekin tha pheeka pheeka
Gulon ne khilana shama ne
Jalana teri nazar se seekha
Kal bhi yahi jahaan tha
Lekin tha pheeka pheeka
Gulon ne khilana shama ne
Jalana teri nazar se seekha
Aaj zara dekho meri
Duniya ka roop singaar
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak uthe
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak uthe
Jab se mila hai tera pyaar
Tumne to jaise
Mera rang hi badal diya
Kahaan the abhi tak yaar
Suuni suuni ankhiyo
mein jugnun chamak uthe

Main bhi bujhi bujhi shi
Chaahat ki aarazu mein
Chahak uthi hoon mere
Milan ke gulaab ki khushbu mein
Main bhi bujhi bujhi shi
Chaahat ki aarazu mein
Chahak uthi hoon mere
Milan ke gulaab ki khushbu mein
Mera hansana mera
Gaana sab tera upakaar
Suuni suuni ankhiyon …
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak uthe
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak uthe
Jab se mila hai tera pyaar
Tumne to jaise
Mera rang hi badal diya
Kahaan the abhi tak yaar
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak uthe
Jab se mila hai tera pyaar
Tumne to jaise
Mera rang hi badal diya
Kahaan the abhi tak yaar
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak uthe
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak uthe
Suuni suuni ankhiyon
Mein jugnun chamak uthe.

More songs lyrics from Lal Dupatta Malmal Ka.