Shukriya Aapki Inayat Ka Lyrics

"Shukriya Aapki Inayat Ka" lyrics from Chalbaaz sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by lala asar sattar and composed by lala asar sattar and lyrics written by farooq qaiser

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Shukriya Aapki Inayat Ka Lyrics


Shukriya aapki inayat ka mehba
Shukriya
Shukriya aapki sharat
Ka mehrba shukriya
Shukriya aapki inayat ka mehba
Shukriya
Shukriya aapki sharat
Ka mehrba shukriya

Aapki raho mein dil hai
Shok se thukrayiye
Or kye khidmat karu mein
Jane mann farmayiye
Hosh kahta hai ke dil ki aag se
Bach ke raho
Pyar ki jid hai magar
Is aag mein jaljayiye
Jara ban ke tan tan ke
Haye jara ban ke tan tan ke
Ye adaaye sataye khuda ki kasam
Shukriya aapki shikayat
Ka mehrba shukriya
Shukriya aapki inayat ka mehba
Shukriya.

More songs lyrics from Chalbaaz.