Sawaalon Mein Lyrics

"Sawaalon Mein" lyrics from Samrat & Co. sung by shreya ghoshal and music directed by ankit tiwari and composed by ankit tiwari and lyrics written by sandeep nath

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sawaalon Mein Lyrics


Sawalon mein
Yeh kaisi zindagi
Gumaa hai gumaa
Nazar yeh kisko dhoondhti
Dhuaan hai dhuaan
Phir kayi sargoshiyaan
Kyun jalti hai tanhaaiyan

Sawaalon mein
Yeh kaisi zindagi
Gumaa hai gumaa
Nazar yeh kisko dhoondhti
Dhuan hai dhuan

Uljhi yeh na suljhi
Aur uljhi dastaan hai
Jiski na ho manzil
Ek aisa raasta hai
Uljhi ye naa suljhi
Aur uljhi daastan hai
Jiski naa ho manzil
Ek aisa rasta hai
Phir kayi sargoshiyaan
Kyun jalti hai tanhaaiyan

Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Gumaa hai gumaa
Nazar yeh kisko dhoondhti
Dhuan hai dhuan

Kyun har nazar mein
Ek ajab si tishnagi hai
Har sheh kyun achanak
Lag rahi ajnabi hai
Kyun har nazar mein
Ek ajab si tishnagi hai
Har sheh kyun achanak
Lag rahi ajnabi hai
Phir kayi sargoshiyaan
Kyun jalti hai tanhaaiyan

Sawalon mein yeh kaisi
Zindagi guma hai guma
Nazar ye kisko dhoondati
Dhuan hai dhuan o.

More songs lyrics from Samrat & Co..