Sau Baar Yeh Kahe Lyrics

"Sau Baar Yeh Kahe" lyrics from Yamla Pagla Deewana sung by omer nadeem, shreya ghoshal and music directed by sandesh shandilya and composed by sandesh shandilya and lyrics written by irshad kamil

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sau Baar Yeh Kahe Lyrics


Teri yeh aankhein
Mujhe bawra karein
Aankhon mein meri
Kai rang hai bhare
Sau baar yeh kahe
Dil ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar yeh kahe
Dil ke aaja tujhe pyar karein
Oh meri humdum dil ki zara
Sun baahon mein aa beekhre
Sau baar yeh kahe dil ke
Aaja tujhe pyar karein
Sau baar yeh kahe dil ke
Aaja tujhe pyar karein

Aankhon mein dekha
Jo tune toh bata kya dekha
Haan maine hai naam
Tumhara surme se likha
Yeh surme ki dhari,
Kare hai hoshiyari
Kya padhe kya na padhe
Sau baar yeh kahe dil ke
Aaja tujhe pyar karein
Sau baar yeh kahe dil ke
Aaja tujhe pyar karein

Tu toh sukun hai mera
Main piya shor huin
Haan pehle thi aur koi
Main ab koi aur huin
Na tuhi badli hai na hi badla huin
Badli hai bas nazrein
Sau baar yeh kahe dil ke
Aaja tujhe pyar karein
Oh mer humdum dil ki
Zara sun baahon mein aa bikhre
Sau baar yeh kahe dil ke
Aaja tujhe pyar karein
Sau baar, ke aaja, ke
Aaja tujhe pyar karein
Ke aaja tujhe pyar karein ke
Aaja tujhe pyar karein.

More songs lyrics from Yamla Pagla Deewana.