Saqi Ne Jise Chaha Deewana Bana Dala Lyrics

"Saqi Ne Jise Chaha Deewana Bana Dala" lyrics from Chadhta Suraj sung by aslam nizami

Singer(s):

Saqi Ne Jise Chaha Deewana Bana Dala Lyrics


Tere darwaze pe haazir
Hai tere dar ke fakeer
Ek nazar dekh lo bas
Itna karam kaafi hai
Saqi ne jise chaha
Deewana bana dala
Saqi ne jise chaha
Deewana bana dala
Saqi ne jise chaha
Deewana bana dala

Saqi ne jise chaha
Deewana bana dala
Saqi ne jise chaha
Deewana bana dala
Saqi ne jise chaha
Deewana bana dala
Jis jis pe nazar daali
Jis jis pe nazar daali
Mastana bana dala
Jis jis pe nazar daali
Mastana bana dala
Jis jis pe nazar daali
Mastana bana dala
Saqi ne jise chaha
Deewana bana dala
Saqi ne jise chaha
Deewana bana dala
Saqi ne jise chaha
Deewana bana dala
Jis jis pe nazar daali
Mastana bana dala
Jis jis pe nazar daali
Mastana bana dala

Gul ko chaman pyara
Humko darjana na
Gul ko chaman pyara
Humko darjana na
Gul ko chaman pyara
Humko darjana na
Woh phool ka shaidaayi
Woh phool ka shaidaayi
Main yaar ka deewana
Woh phool ka shaidaayi
Main yaar ka deewana
Woh phool ka shaidaayi
Main yaar ka deewana
Woh phool ka shaidaayi
Main yaar ka deewana
Jo tu hai wahin main hoon
Tafreek hai bas itani
Jo tu hai wahin main hoon
Tafreek hai bas itani
Tum husn ke maalik hoon
Main husn ka deewana
Tum husn ke maalik hoon
Main husn ka deewana
Tum husn ke maalik hoon
Main husn ka deewana
Jo tu hai wahin main hoon
Tafreek hai bas itani
Jo tu hai wahin main hoon
Tafreek hai bas itani
Jo tu hai wahin main hoon
Tafreek hai bas itani
Tum husn ke maalik hoon
Main husn ka deewana

Itna tu karam karna
Aye nargis mastana
Itna tu karam karna
Aye nargis mastana
Itna tu karam karna
Aye nargis mastana
Itna tu karam karna
Aye nargis mastana
Jab jaan labo pe ho
Tum saamne aa jaana
Jab jaan labo pe ho
Tum saamne aa jaana
Itna tu karam karna
Aye nargis mastana
Itna tu karam karna
Aye nargis mastana
Itna tu karam karna
Aye nargis mastana
Jab jaan labo pe ho
Tum saamne aa jaana

Duniya mein mujhe tumne
Jab apna banaya hai
Duniya mein mujhe tumne
Jab apna banaya hai
Duniya mein mujhe tumne
Jab apna banaya hai
Maishar mein bhi keh
Dena yeh hai mera deewana
Maishar mein bhi keh
Dena yeh hai mera deewana
Maishar mein bhi keh
Dena yeh hai mera deewana
Duniya mein mujhe tumne
Jab apna banaya hai
Duniya mein mujhe tumne
Jab apna banaya hai
Duniya mein mujhe tumne
Jab apna banaya hai
Maishar mein bhi keh dena
Yeh hai mera deewana
Maishar mein bhi keh dena
Yeh hai mera deewana
Us pe kar noori ko kya
Kehke pukaru main
Us pe kar noori ko kya
Kehke pukaru main
Us pe kar noori ko kya
Kehke pukaru main
Andaaz rahimana
O saath karimana
Andaaz rahimana
O saath karimana
Begam meri kismat
Mein sazde hai yahi dar ka
Chhuta hai na chhutega
Yeh dargaka.

More songs lyrics from Chadhta Suraj.