Sada Suhagan Ka Var De Lyrics

"Sada Suhagan Ka Var De" lyrics from Aanch sung by anuradha paudwal, chandana dixit and music directed by darshan rathod, sanjeev rathod and composed by darshan rathod, sanjeev rathod and lyrics written by sudhakar sharma

Lyricist(s):
Music Director(s):

Sada Suhagan Ka Var De Lyrics


Sada suhagan ka var de de
Mujhko mere sajan
Sada suhagan ka var de de
Mujhko mere sajan
Rahu mein teri tulsi banke
Rahu mein teri tulsi banke
Janam janam tere aangan
Sada suhagan ka var de de
Mujhko mere sajan

Aata hai ek bar sal mein
Sakhiri ye tyohaar
Deep jala kar sabhi suhagan
Gati mangal chaar
Deep jalao kya maati ka
Man ka deep jala hai
Kaha na jaye
Saha na jaye
Aisa dard jaga hai
Vrat karo mat dekh pati ka
Vrat karo mat dekh pati ka
Karo suhag ka kam
Sada suhagan ka var de de
Mujhko mere sajan

Mera yeh singaar sada hi
Sapne dekhe sajan ke
Haye suhagan jao suhagan
Mein tere ess aangan se
Krishna ek rukmini dhundhati
He apna hi krishna
Aaj mita de janam janam ki
Aa kar tu meri krishna
Jaise raat ke sath chand hai
Jaise raat ke sath chand hai
Mere sath man bhavan
Sada suhagan ka var de de
Mujhko mere sajan
Rahu mein teri tulsi banke
Rahu mein teri tulsi banke
Janam janam tere aangan.

More songs lyrics from Aanch.