Saara Yeh Alaam Lyrics

"Saara Yeh Alaam" lyrics from Shiva sung by shreya ghoshal and music directed by ilaiyaraaja, roop kumar rathod and composed by ilaiyaraaja and lyrics written by nitin raikwar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Saara Yeh Alaam Lyrics


Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain
Berang the rang se chha gaye
Berang the rang se chha gaye
The ham kahaan
Yeh kahaan aa gaye
Jaane man mera jaanam
Phoolon sa kaliyan sa
Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain

Ab yeh duniya duniya
Hain meri duniya
Ab yeh khushiya
Khushiya hain meri khushiya
Ab yeh duniya duniya
Hain meri duniya
Ab yeh khushiya khushiya
Hain meri khushiya
Surat surat murat
Murat kaise yeh khilne lagi
Deepak deepak aurat aurat
Mandir mein sajane lagi
Milne lage hain yeh
Donon jism o jaan
Dekho zameen pe
Zuka hain aasmaan
Maane na maane
Jaane na jaane
Na jaane na jaane
Na jaane na jaane
Saara yeh aalam
Nooraani hain
Saara yeh aalam
Nooraani hain

Pyasi pyasi pyasi pyasi
Kal kal behti nadiyan
Har premi ki pyas
Bujhati nadiyan
Pyasi pyasi kal
Kal behti nadiyan
Har premi ki pyas
Bujhati nadiyan
Thumak thumak jhanak
Jhanak pariyon ki payal baji
Raunak raunak kaisi hain
Raunak phoolon ki mehfil saji
Ho ab toh aisa sama
Phir na hoga yun jawaan
Donon jahaan aa
Gaye hain lo yahaan
Maane na maane
Jaane na jaane
Na jaane na jaane
Na jaane na jaane
Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain
Berang the rang se chha gaye
The ham kahaan the ham
Kahaan yeh kahaan aa gaye
Jaane man mera jaanam
Phoolon sa kaliyan sa
Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain.

More songs lyrics from Shiva.