Ranjha Jaan Ke Sharabi Lyrics

"Ranjha Jaan Ke Sharabi" lyrics from Do Sholay sung by dilraj kaur, mohammed rafi and music directed by master sonik, om prakash sharma and composed by master sonik, om prakash sharma and lyrics written by saraswati kumar deepak

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Ranjha Jaan Ke Sharabi Lyrics


Ranjha jaan ke sharabi bana
O ranjha jaan ke
Ranjha jaan ke sharabi bana
Wo heer se banaye batiya
Wo heer se banaye batiya
Hoye hoye hoye

Bhole ranjhe ki pesh na aawe
Ho bhole ranjhe ki
Bhole ranjhe ki pesh na aawe
Ke heer jab kare nakhra
Ke heer jab kare nakhra

Ye chad gaya hai pyar ka pani
Haye ye chad gaya hai
Ye chad gaya hai pyar ka pani
Ke chadti jawani dekh ke
Ke chadti jawani dekh ke
Haye haye haye

Ye toli panchiyo ki de rahi badhaiya
Ye toli panchiyo ki
Ye toli panchiyo ki de rahi badhaiya
Ke tere jaisa saathi dekh ke
Ke tere jaisa saathi dekh ke

Ke julfo ki banake maine phuljhadiya
Bana ke phuljhadiya julfo ki
Ke julfo ki banake maine phuljhadiya
Parinda maine kaisa pakda
Parinda maine kaisa pakda
Bandh reshmi ke fande me faske
Bandh reshmi
Bandh reshmi ke fande me faske
Kaleja chil gaya ranjhe ka
Kaleja chil gaya ranjhe ka

Heer tujhko kaleje wich rakhna
Haye rakhna here tujhko
Heer tujhko kaleje wich rakhna
Kasam mujhe mere rab ki
Kasam mujhe mere rab ki
Haye haye

Ho piya hotho se anutha rang malke
Ho piya hotho se
Ho piya hotho se anutha rang malke
O ranjhe bani teri kab ki
O ranjhe bani teri kab ki
Kasam mujhe mere rab ki
Kasam mujhe mere rab ki.

More songs lyrics from Do Sholay.