Radha Rani Na Jaiyo Lyrics

"Radha Rani Na Jaiyo" lyrics from Sansar sung by anuradha paudwal and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Radha Rani Na Jaiyo Lyrics


Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Gagri ke badle tu naino mein
Gagri ke badle tu naino mein
Gagri ke badle tu naino mein
Bhar layegi neer
Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Jamuna ke teer
Jamuna ke teer

Ye teri nadan umariya
Sarki jaye sar se chunariya
Ye teri nadan umariya
Sarki jaye sar se chunariya
Soch samjh kuch o bawariya
Prem nagar ki kathin dagariya
Prem nagar ki kathin dagariya
Komal tera sharir
Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Jamuna ke teer
Jamuna ke teer

Dekh rahe hain teri sakhiya
Laz ki meri teri ankhiya
Dekh rahe hain teri sakhiya
Laz ki meri teri ankhiya
Ban gayi tere prem ki patiya
Tune kahe man mein lagai
Tune kahe man mein lagai
Mohan ki tasveer
Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer

Log ye pahla kam karenge
Naam tera badnam karenge
Log ye pahla kam karenge
Naam tera badnam karenge
Dosh ye tere naam karenge
Apne man mein hi tu chupale
Apne man mein hi tu chupale
Apne man ki peed

Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Gagri ke badle tu naino mein
Gagri ke badle tu naino mein
Gagri ke badle tu naino mein
Bhar layegi neer
Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Radha rani na jaiyo ri
Jamuna ke teer
Jamuna ke teer
Jamuna ke teer.

More songs lyrics from Sansar.