Rab Se Sajan Se Lyrics

"Rab Se Sajan Se" lyrics from Jaan sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Rab Se Sajan Se Lyrics


Rab se sajan se jhuth nahi bolna haa
Rab se sajan se jhuth nahi bolna
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Rab se sajan se jhuth nahi bolna
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola

Saawan ki raat sajan ke saath
Bilkul akeli
Saaf saaf bolo kya hai paheli
Saaf saaf bolo kya hai paheli
De bethi dil kar baithi pyar naar albeli
Kaun hai vo kaun hai bolo saheli
Na ji na uska naam nahi bolna haay
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola

Is pyar ki aage suno mujse kahani
Joban pe aayi iski javani
Joban pe aayi iski javani
Sharmili chal mastani chal uski nisani
Tu to nahi vo ladki diwaani
Tu to nahi vo ladki diwaani
Yun ghur ke dekho meri our naa
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola

Rab se sajan se jhuth nahi bolna
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola

Ye mausam hai geeto ka
Mann mito ki prito ka
Aaj ke din ka mela hai
Kal paani ka rela hai
Jane kya le jayega jane
Kya de jayega
Chal o dholi dhol baja
Kab kya hoga kise pata.

More songs lyrics from Jaan.