Raat Kitni Haseen Lyrics

"Raat Kitni Haseen" lyrics from Badal Aur Bijli sung by mubarak begum, talat mahmood and music directed by bipin babul and composed by bipin babul and lyrics written by anjum jaipuri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Raat Kitni Haseen Lyrics


Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan

Dil dhadakne laga
Pyaar ki raah mein
Dil dhadakne laga
Pyaar ki raah mein
Lutf aaney laga
Dard mein aah mein
Lutf aaney laga
Dard mein aah mein
Aaj har chiz ko mil
Gayi hai zubaan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan

Koi aankhon mein le
Ke bahaar aa gaya
Koi aankhon mein le
Ke bahaar aa gaya
Dil ki bechainion
Ko qaraar aa gaya
Dil ki bechainion
Ko qaraar aa gaya
Do dilon ne bana
Bhi liyaa aashiaan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan

Muskuraa tujh ko
Teri hansi ki kasam
Muskuraa tujh ko
Teri hansi ki kasam
Tere kadmon mein hai
Meri duniya sanam
Tere kadmon mein hai
Meri duniya sanam
De rahe hain gawaahi
Zameen aasmaan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan.

More songs lyrics from Badal Aur Bijli.