Pyaar Uska Mere Daman Me Lyrics
"Pyaar Uska Mere Daman Me" lyrics from Intezaar sung by tamanna bano and music directed by aamir ali and composed by aamir ali
Pyaar Uska Mere Daman Me Lyrics
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Woh magar aisa gaya
Loat ke aaya hi nahi
Pyaar uska
Pyaas aankho ki koi
Kaise bujata meri
Usne parda kabhi
Chehare se hataya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska
Ye gurur se kab utar
Jata magar kya karte
Woh kabhi samne aayi
Lekin aaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska
Tujhse bichhada to main
Zinda raha barso lekin
Dil ki ujadi huyi duniya
Ko basaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska.
More songs lyrics from Intezaar.