Pita Kesari Ne Diya Sujhao Lyrics

"Pita Kesari Ne Diya Sujhao" lyrics from Sankatmochan Mahabali Hanuman


Pita Kesari Ne Diya Sujhao Lyrics


Kathin pariksha hanuman ki
Chale kary ati dushkar karne
Pita kesari ne diya sujhao
Hanumat se kahe dahirya ko dharne
Sua yojan dur dvip praval
Taha bhram rakshash vikral
Pita sahit praja vish se gharsit
Hanumat kaise harenge vish
Yeh gatha mahabali hanumat ki
Rach kar leela rambhagat ki
Jai jai raghunandan ram
Jai jai mahabali hanuman

Mahabli hanumat bajrangi
Haare kabhi na ram ke rangi
Jai maruti nandana jai hanuman
Jai sankat mochan jai hanuman
Jai maruti nandana jai hanuman
Jai sankat mochan jai hanuman.

More songs lyrics from Sankatmochan Mahabali Hanuman.