Peg Patiyala Ka Lyrics

"Peg Patiyala Ka" lyrics from Chandaal sung by jasbindar kaur, sonu nigam and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by dev kohli

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Peg Patiyala Ka Lyrics


Husan tera hai kudiye peg patiyale ka
Husan tera hai kudiye peg patiyale ka
Pine aa gaya dekhle jatt ambale ka
Pine aa gaya dekhle jatt ambale ka
Husan mera hai mundiya paig patiyale ka
Husan mera hai mundiya paig patiyale ka
Pite pite mar be jatt ambale ka
Pite pite mar be jatt ambale ka

Kurta jalidar payjama tang tera
Fas jayega jal hai julfo ka ghera
Kurta jalidar payjama tang tera
Fas jayega jal hai julfo ka ghera
Haye mar jawange nakhra mirch masale ka
Mar jawange nakhra mirch masale ka
Pine aa gaya dekhle jatt ambale ka
Ja pare hatt
Are pine aa gaya dekhle jatt ambale ka

Teri jawani dekh ke mera dil bhatke
Chhua mujhe to lagenge bijli ke jhatke
Teri jawani dekh ke mera dil bhatke
Chhua mujhe to lagenge bijli ke jhatke
Are gal sun kudiye dil rakhle dil wale ka
Gal sun kudiye dil rakhle dil wale ka
Pine aa gaya dekhle jatt ambale ka
Pine aa gaya dekhle jatt ambale ka
Husan mera hai mundiya peg patiyale ka
Husan mera hai mundiya peg patiyale ka
Pite pite mar be jatt ambale ka
Pite pite mar be jatt ambale ka

Husan tera hai kudiye peg patiyale ka
Husan mera hai mundiya peg patiyale ka
Pine aa gaya dekhle jatt ambale ka
Pite pite mar be jatt ambale ka.

More songs lyrics from Chandaal.