Parinda Lyrics

"Parinda" lyrics from Saina sung by amaal mallik and music directed by amaal mallik and lyrics written by manoj muntashir

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Parinda Lyrics


Jalna bujhna, bujhke jalna
Marna jeena, marke jeena
Maangne wali cheez nahi ye
Mauka uska jisne chhina

Girna uthna, uthke chalna
Chad ja ambar jheena jheena
Yaad rahe ye shart safar ki
Peeche mudke dekh kabhi na

Jeet ka junoon hai to
Haar sochna kyun
Jab zindagi hai ek he
Do baar sochna kyun?

Mein parinda kyun banu
Mujhe aasman banna hai
Mein ek panna kyun rahu
Mujhe dastan banna hai
Mein parinda kyun banu
Mujhe aasman banna hai

Koi to wajah hai
Jo zid pe adi hai ye dhadkane
Yahi to maza hai
Kiya jo kisi ne nahi hum kare

Talvaar haath main hai tere
De maar sochna kyun
Jab zindagi hai ek hi
Do baar sochna kyun

Mein parinda kyun banu
Mujhe aasman banna hai
Mein ek panna kyun rahu
Mujhe dastan banna hai.

More songs lyrics from Saina.