Pardesiyo Se Na Aakhiya Milana Lyrics

"Pardesiyo Se Na Aakhiya Milana" lyrics from Jab Jab Phool Khile sung by mohammed rafi and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Pardesiyo Se Na Aakhiya Milana Lyrics


Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana
Paradesiyon tho
Hai ek din jaanaa
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana

Ooooooooo
Aati hai jab ye rut mastaani
Aati hai jab ye rut mastaani
Banati hai koi na koi kahaani
Banati hai koi na koi kahaani
Ab ke baras dekhe
Bane kya fasana
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana

Ooooooooo
Sach hi kahan
Hai panche inko
Sach hi kahan
Hai panche inko
Raath ko tehre to
Udjaye din ko
Raath ko tehre to
Udjaye din ko
Aaj yahan kal
Waha hai tikana.
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana

Ooooooooo
Baago mein jab
Jab phool khilenge
Baago mein jab
Jab phool khilenge
Tab tab ye har
Jaye milenge
Tab tab ye har
Jaye milenge
Guzaregaa kaise
Pathjhad kaa zamana
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana
Paradesiyon tho
Hai ek din jaanaa
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana
Paradesiyon se naa
Ankhiyaan milana.

More songs lyrics from Jab Jab Phool Khile.