Panch Unglion Ki Lyrics

"Panch Unglion Ki" lyrics from All Rounder sung by alka yagnik, amit kumar, anuradha paudwal, mahendra kapoor and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Panch Unglion Ki Lyrics


Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani
Panch unglio ki hai ye kahani,
Ye pahli ungli hai sabse pyari
Ye pahli ungli hai sabse pyari,
Deti hai, leti hai
Deti hai, leti hai,
Deti hai dil jab koi kawari
Isme pahne wo, pahane isme wo,
Isme pahne wo piya ki nishani
Panch unglio ki hai ye kahani,
Logo suno suno, haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani

Kya kam hai dusari ungli ka,
Bhala kya kam hai dusari ungli ka
Ise lagaye mathe pe tika,
Ise lagaye mathe pe tika
Jab ran mein utre,
Ran mein jab utre,
Utre jab ran mein jhansi
Ki rani, panch
Unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani

Tisari ungli se bachke rahana,
Tisari ungli se bachke rahana
Ab to kaha ye phir na kahana,
Ab to kaha ye phir na kahana
Sharam se ho gayi, sharam se
Haye haye, sharam se ho gayi
Mai pani pani,
Panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani

Is chothi ungli ka khel sara,
Is se kiya jata hai ishara
Is chothi ungli ka khel sara,
Is se kiya jata hai ishara
Aage na puchho,
Puchho na aage,
Aage na puchho to maharbani
Panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani

Baki bacha kya ye ek angutha, arey,
Baki bacha kya ye ek angutha
Jisko dikhaya wo humse rutha,
Jisko dikhaya wo humse rutha
Dushman bana haye,
Dushman haye haye,
Dushman bana pal mein
Dil ka jane, panch
Unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani
Panch unglio ki hai ye kahani.

More songs lyrics from All Rounder.