O Shama Tera Parwana Lyrics

"O Shama Tera Parwana" lyrics from Rishta Ho To Aisa sung by anuradha paudwal, shabbir kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):

O Shama Tera Parwana Lyrics


O shama tera parwana
Aaya hai lagi ko bujhane ke liye
Tara rumpam pam tara rum
Jab tere ho gaye hum
Tara rumpam pam tara rum
Jab tere ho gaye hum
Birhan ye tere milan ka
Chhed diya sargam

Shama jali hain parwane ke liye
Aaya parwana jale jaane ke liye
Shama jali hain parwane ke liye
Aaya parwana jale jaane ke liye
O shama tera parwana
O shama tera parwana
Aaya hain lagi ko bujhane ke liye
Oye oy shama jali hain parwane ke liye
Aaya parwana jale jaane ke liye
Shama jali hain parwane ke liye
Aaya parwana jale jaane ke liye

Dono taraf jab dil mein hain
Dono taraf jab dil mein hain
Aag bara bar lagi huyi
Aag bara bar lagi huyi
Dono taraf jab dil mein hain
Aag bara bar lagi huyi
Phir koi hasrat kyaa rahe
Sine ke andar dabi huyi
Koi shikwa shikayat koi
Koi shikwa shikayat koi
Rahe na labon pe suna ne ke liye
Oye oy shama jali hain parwane ke liye
Aaya parwana jale jaane ke liye
Shama jali hai parwane ke liye
Aaya parwana jale jaane ke liye

Jaane mann janaane mann
Jaane mann janaane mann
Jaane mann janaane mann
Tujhpe sadke yeh tann mann
O in kadmo se lipati rahe
Yun hi mere dil ki dhadkan
Aaj aise mile hum dono
Aaj aise mile hum dono
Ban jaaye misaal zamane ke liye
Oye oy shama jali hain parwane ke liye
Aaya parwana jale jaane ke liye
Shama jali hain parwane ke liye
Aaya parwana jale jaane ke liye

O shama tera parwana
O shama tera parwana
Aaya hai lagi ko bujhane ke liye
Shama jali hain parwane ke liye
Aaya parwana jale jaane ke liye
Shama jali hain parwane ke liye
Aaya parwana jale jaane ke liye.

More songs lyrics from Rishta Ho To Aisa.