Nazro Ka Kya Kasoor Hai Lyrics

"Nazro Ka Kya Kasoor Hai" lyrics from Hum Hain Kamaal Ke sung by alka yagnik, s. p. balasubrahmanyam and music directed by naresh sharma and composed by naresh sharma and lyrics written by rani malik

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nazro Ka Kya Kasoor Hai Lyrics


Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata
Is umar mein jo hota hai
Humne wahi kiya
Humne wahi kiya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata

Chehara hai chand jaisa
Shabnam sa badan
Nazro mein bankapan
Zulfo mein sawan
Chehara hai chand jaisa
Shabnam sa badan
Nazro mein bankapan
Zulfo mein sawan
Teri shokhiyo ne aur bhi
Hai pagal bana diya
Pagal bana diya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata

Tere pyar ne kiya hai
Aise bekarar
Sach to hai ye ki hum
Bhi ab dil gaye hai har
Tere pyar ne kiya hai
Aise bekarar
Sach to hai ye ki hum
Bhi ab dil gaye hai har
Teri chahato ke aage
Yeh sar jhuka diya ha
Yeh sar jhuka diya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata
Is umar mein jo hota hai
Humne wahin kiya
Humne wahin kiya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata.

More songs lyrics from Hum Hain Kamaal Ke.