Nathaniyan Jo Dali Lyrics

"Nathaniyan Jo Dali" lyrics from Main Tulsi Tere Aangan Ki sung by anuradha paudwal, hemlata (lata bhatt) and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Nathaniyan Jo Dali Lyrics


Hamari gali ke hasi dekhte the
Hamari taraf wo nahi dekhta the
Hamari gali ke hasi dekhte the
Hamari taraf wo nahi dekhta the
Achanak magar hame dekh kar
Kadam ruk gaye sanam jhuk gaye
Kiye so salam diye so payam
Tada pkar kaha o jane wawfa
Tu mahbbu hai bahut khub hai
Tu mahbbu hai bahut khub hai

Ye jane kya ho gaya kab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Ha gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya

Ye kajal ki dhare na pata

Ye gajre ki phul chandan ki dhul
Ye bindiya ka rup ye chehre ki dhup
Ye payal ki chham chham
Ye payal ki chham chham
Ye jufo ke kam
Ye damke hamare solah singar
Kiya sab magar hua na asar
Kiya sab magar hua na asar
Agar aaj sab me besabab ho gaya
Ha besabab ho gaya
Besabab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Ha gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya

Fasane bane bahane bane
Khuda ki kasam hua kya sitam
Wahi bekadar mere husan par fida ho gaya
Ye kya ho gaya
Fida ho gaya ye kya ho gaya
Baras me kahi jo hota nahi
Baras me kahi jo hota nahi
Kamat ek pal me wo sab ho gaya
Wo sab ho gaya
Wo sab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Ha gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya.

More songs lyrics from Main Tulsi Tere Aangan Ki.