Na Jaane Kyun Lyrics

"Na Jaane Kyun" lyrics from Dil Ke Qareeb sung by penaz masani and music directed by penaz masani and composed by penaz masani

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Na Jaane Kyun Lyrics


Rashq aata hai unki kisamt par
Ulf jinko tera matsar hain
Teri aagosh panah mile
Mera aisa kaha muqaddar hain

Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Na jaane kyun..

Yeh raah keh rahi tang hain
Mujhe to kuchh hosh nahin hain
Yeh raah keh rahi tang hain
Mujhe to kuchh hosh nahin hain
Main kisi se jal pada hoon
Main zamane se tang aakar
Main kisi se jal pada hoon
Main zamane se tang aakar
Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Na jaane kyun..

Yeh kab se armaa tha mere dil mein
Ke bewafa usko dekhu lekin
Yeh kab se armaa tha mere dil mein
Ke bewafa usko dekhu lekin
Na ho sakega abhi yeh chal
Usi ne dkeha naqab utha kar
Na ho sakega abhi yeh chal
Usi ne dkeha naqab utha kar
Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Na jaane kyun..

Khula kisis pe jo raaze ulfat
Na jeene dega tumhe zamana
Khula kisis pe jo raaze ulfat
Na jeene dega tumhe zamana
Kisi se koi raza keh na dena
Yeh raaz rakho dil mein chhupakar
Kisi se koi raza keh na dena
Yeh raaz rakho dil mein chhupakar
Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar
Ke kar rahe hain mujhi se baate
Magar kisi ko suna sunakar
Na jaane kyun door door se
Ha wo itne mere qareeb aakar.

More songs lyrics from Dil Ke Qareeb.