Mujhe To Hone Laga Lyrics

"Mujhe To Hone Laga" lyrics from Andolan sung by alka yagnik, kumar sanu, udit narayan and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mujhe To Hone Laga Lyrics


Mujhe to hone laga hai
Pyaar mere yaar o mere yaar
Mujhe to hone laga hai
Pyaar mere yaar o mere yaar
Na jaane dil kyuun hai
Beqaraar mere yaar o mere yaar
Na jaane dil kyuun hai
Beqaraar mere yaar o mere yaar
Hamaari manzilein juda juda
Milenge kab kahaan kise pata
Ho hamaari manzilein
Rahega dil ko intazaar
Mere yaar o mere yaar
Rahega dil ko intazaar
Mere yaar o mere yaar
Mujhe to hone laga hai

Beqaraar hoke kya karugi
Ro ke yaad teri mujhako jab sataayegi
Main na ji sakunga aansu na pi sakunga
Dosti mujhe bahut rulaayegi
Beqaraar hoke kya karugi
Ro ke yaad teri mujhako jab sataayegi
Main na ji sakunga aansu na pi sakunga
Dosti mujhe bahut rulaayegi
Lab pe rahegi milan ki duva ho ho ho
Na hoga khud pe iktiyaar
Mere yaar o mere yaar
Mujhe to hone laga hai

Kya hasin umr thi na koyi fiqr thi
Kat rahi thi muskara ke zindagi
Kya javaan safar tha na kisi ka dar tha
Dard tha na koyi na koyi beqasi
Kya hasin umr thi na koyi fiqr thi
Kat rahi thi muskara ke zindagi
Kya javaan safar tha na kisi ka dar tha
Dard tha na koyi na koyi beqasi
Jine ka ham le rahe hain maza ho ho ho
Kushi mili hai beshumaar
Mere yaar o mere yaar
Mujhe to hone laga hai.

More songs lyrics from Andolan.