Mujhe Puchhne Ka Yeh Haq Lyrics

"Mujhe Puchhne Ka Yeh Haq" lyrics from Naari sung by sushma shrestha (poornima) and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by m. g. hashmat

Lyricist(s):

Mujhe Puchhne Ka Yeh Haq Lyrics


Mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
Magar jane kyu puchna chahti hu
Mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
Magar jane kyu puchna chahti hu
Magar jane kyu puchna chahti hu

Ye dil kisliye tumko chahne laga hai
Tera hath kyu thamna chahti hu
Tera hath kyu thamna chahti hu
Mujhe puchne ka

Juda hoke tumse kayi bar soch
Ke tumko bata apna kyu na bataye
Hawao ke sabse akele me baithi
Akele me dil ko tuhi yad aaya
Mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
Magar jane kyu puchna chahti hu
Ye dil kisliye tumko chahne laga hai
Tera hath kyu thamna chahti hu
Mujhe puchne ka

Tumhe itna apna samjhne lagi hu
Ek khud ko bhulake chali ja rahi hu
Mai rut par kisi mod par sochti hu
Kaha se chali thi kaha ja rahi hu
Mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
Magar jane kyu puchna chahti hu
Ye dil kisliye tumko chahne laga hai
Tera hath kyu thamna chahti hu
Mujhe puchne ka

Mohabbat bina jindagi ek saja hai
Mohabbat ko dunia bura manti hai
Magar itna mai bhi samajhne lagi hu
Ke dunia tak sahi janti hai
Mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
Magar jane kyu puchna chahti hu
Ye dil kisliye tumko chahne laga hai
Tera hath kyu thamna chahti hu
Mujhe puchne ka.

More songs lyrics from Naari.