Morey Saiyan Lyrics

"Morey Saiyan" lyrics from Teree Sang: A Kidult Love Story and music directed by jigar saraiya, sachin gupta and composed by jigar saraiya, sachin gupta and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Morey Saiyan Lyrics


Morey saiyaan…
Morey saiyaan….
Pura saath nibhaana jaana
Bich mein chood na dena
Dil ko dil se lagaake jaana
Dil ko tod na dena ho..
[yeh dil kehata hai
Is dil mein tu hi rehata hai
[yeh dil kehata hai
Is dil mein tu hi rehata hai
Morey saiyaan…
Morey saiyaan…
Morey saiyaan…
Morey saiyaan…

Tere ishq ke khatir jaana
Zakhm main saare sahunga
Waada hai yeh nibhaana jaana
Tere sang rahunga
[yeh dil kehata hai
Is dil mein tu hi rehata hai
[yeh dil kehata hai
Is dil mein tu hi rehata hai
Morey saiyaan…
Morey saiyaan…
Morey saiyaan…
Morey saiyaan…

Ulfat ke afsaano mein
Shiddat jo ho jaaye shaamil
Aasaan ho jaaye yeh safar
Kadmon ko chum le manzil
[yeh dil kehata hai
Is dil mein tu hi rehata hai
[yeh dil kehata hai
Is dil mein tu hi rehata hai
Morey saiyaan…
Morey saiyaan…
Morey saiyaan…
Morey saiyaan…
Pura saath nibhaana jaana
Bich mein chood na dena
Dil ko dil se lagaake jana
Dil ko tod na dena.

More songs lyrics from Teree Sang: A Kidult Love Story.