Mool Ne Har Liya Ansh Ka Taap Lyrics

"Mool Ne Har Liya Ansh Ka Taap" lyrics from Sankatmochan Mahabali Hanuman


Mool Ne Har Liya Ansh Ka Taap Lyrics


Gatha mahabli hanutmat ki
Rach kar lila ram bhagat ki
Jai jai raghunandan ram
Jai jai mahabali hanuman

Mool ne har liya ansh ka taap
Jata ke jal se karte upachar
Adbhut lila shiv shakti ki
Har liya ansh ka sab vikar
Maat aur pita hai bhaavuk
Dekh kar hanuman ka taap
Hanuman hai ab taap rahit
Rahe nirogianjan putra ka sharir
Gatha mahabli hanutmat ki
Rach kar lila ram bhagat ki
Jai jai raghunandan ram
Jai jai mahabali hanuman.

More songs lyrics from Sankatmochan Mahabali Hanuman.