Mohabbat Mein Itne Kareeb Lyrics

"Mohabbat Mein Itne Kareeb" lyrics from Fusion sung by anuradha paudwal, kumar sanu and music directed by nayab raja and composed by nayab raja and lyrics written by zaheer anwar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mohabbat Mein Itne Kareeb Lyrics


Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke aab dur jaana hai mushkil sanam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke aab dur jaana hai mushkil sanam
Nigaahon mein bas tum hi tum bas gaye ho
Tumhe bhul paana hai mushkil sanam

Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke aab dur jaana hai mushkil sanam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke aab dur jaana hai mushkil sanam
Nigaahon mein bas tum hi tum bas gaye ho
Tumhe bhul paana hai mushkil sanam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke aab dur jaana hai mushkil sanam

Tumhaari khushi mein hamaari khushi hai
Hamein aap se iss kadar aahiqi hai
Tumhaare liye hum dil-o-jaan luta de
Agar tum kaho yeh bhi karake dikhaade
Kareeb aur aao, gale se lagaao
Khudaara laro abb toh najare karam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke aab dur jaana hai mushkil sanam

Duwaao mein jab haath hamane uthaaya
Tumhe hamane maanga tumhe hamane paaya
Kare kis tarah shukriya hum khuda ka
Diya jisane tofa hamein dilruba ka
Tumhaari waffo ko sajada karenge
Yeh waada hai tumse tumhaari kasam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke aab dur jaana hai mushkil sanam
Nigaahon mein bas tum hi tum bas gaye ho
Tumhe bhul paana hai mushkil sanam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke aab dur jaana hai mushkil sanam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke aab dur jaana hai mushkil sanam.

More songs lyrics from Fusion.