Meri Sapnon Ki Rani Lyrics

"Meri Sapnon Ki Rani" lyrics from Zinda Dil sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Meri Sapnon Ki Rani Lyrics


Mere sapnon ki raani
Main hoon teraa diljaani
De de dil de de mujhe yaar
Karnaa padegaa mujhse pyaar
Mere sapnon ki raani
Main hoon teraa diljaani
De de dil de de mujhe yaar
Karnaa padegaa mujhse
Pyaar kudukamaa
Aataa hai pichhe pichhe
Kyun mera aanchal khinche
Neeyat hai teri beimaan
Ham na mileinge kabhi yaar
Ham na mileinge kabhi yaar

Kah de kah de bas ik baar
Main hoon teraa dilbar yaar
Mere ghar mein to doli
Aur sehraa hai taiyaar
Oy oy oy oy bulbulaa
Tu hai jhoothon kaa sardaar
Teri baatein hain bekaar
Tujhse karni na karni hai
Mujhko aankhein chaar

Laila o laila tu meri laila
Mere liye hai ye ishq pahlaa
Laila o laila tu meri laila
Mere liye hai ye ishq pahlaa
Main tere dil mein jo mohabbat
Na bhar doon to to to tototo
Majnoon mera naam nahin hai
Laila o laila tu meri laila
Mere liye hai ye ishq pahlaa

Hun laila majnoon heer
Aur raanjhaa shiri aur farhaad
Ishq mein koi mil na
Paya saare huey barbaad

Ishq kare barbaad ishq
Mein sab karte fariyaad
Tum kabhi ishq na karnaa
Ishq kare naakaam ishq
Mein sab hote badnaam
Tum kabhi ishq na karnaa
Ishq kare barbaad ishq
Mein sab karte fariyaad
Tum kabhi ishq na karnaa
Ishq kare naakaam ishq
Mein sab hote badnaam
Tum kabhi ishq na karnaa

Oy diljana diljana jana nahin
Oy diljana diljana jana nahin
Mujhe chhod ke dil tod ke
Mujhe chhod ke haan.. Dil tod ke
Deewana main deewana
Teraa main deewana
Tujhe ye kasam hai
Mera saath nibhaanaa
Diljana diljana jana nahin
Mujhe chhod ke dil tod ke
Mujhe chhod ke haan.. Dil tod ke

Aashiq deevaanon kaa
Aashiq deevaanon kaa
Kar de buraa haal re
Ye duniya kyun goli maare
Ye duniya kyun goli maare
Karte jo pyaar unhein
Duniya kyun goli maare
Karte jo pyaar unhein
Duniya kyun goli maare.

More songs lyrics from Zinda Dil.