Mere Tumhare Beech Mein Lyrics

"Mere Tumhare Beech Mein" lyrics from Jhuk Gaya Aasman sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by shailendra (shankardas kesarilal)

Singer(s):

Mere Tumhare Beech Mein Lyrics


Mere tumhare bich me
Ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar ab aan milo sajna sajna

Mere tumhare bich me
Ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum ab ho jaye ujaghar
Ab aan milo sajna ab aan milo sajna sajna

Aaya matwala sawan fir rim gim ki ruth aayi
Fir man ki baji sahnayi fir preet ne li angdhayi

Aaya matwala sawan fir rim ghim ki ruth aayi
Fir man ki baji sahnayi fir preet ne li angdhayi

Mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar ab aan milo sajna sajna

Mai man ko lakh manau mane na man matwala
Ab aake tumhi samjao maine ab tak bahut sambala

Mai man ko lakh manau mane na man matwala
Ab aake tumhi samjao maine ab tak bahut sambala

Mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar,ab aan milo sajna
Ab aan milo sajna sajna

Saj dhaj ke khadi mai kab se dholi le ker aa jao
Us par jaha mera ghar hai us par mujhe le jao

Saj dhaj ke khadi mai kab se dholi le ker aa jao
Us par jaha mera ghar hai us par mujhe le jao

Mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar ab aan milo sajna sajna

Mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar ab aan milo sajna sajna.

More songs lyrics from Jhuk Gaya Aasman.