Mausam Ki Sargam Ko Lyrics

"Mausam Ki Sargam Ko" lyrics from Khamoshi: The Musical sung by kavita krishnamurthy, shrraddha pandit and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mausam Ki Sargam Ko Lyrics


Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

Har sur pe dil yu dhadke
Ki sawan mein agan yeh
Bhadke sun kar yeh sada
Har sur pe dil yu dhadke
Ki sawan mein agan yeh
Bhadke sun kar yeh sada
Aise aaj do khamoshi bol uthe
Palke bhi jaye jal barse bina ghata
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

Phir ek din le jayega
Ghunghta tera
Uthayega koyi rajkumar
Phir ek din le jayega
Ghunghta teraa
Uthayega koyi rajkumar
Phir yeh rup rang
Ban jayega chaman
Hoga ang ang ek
Masti bhari bahar
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

More songs lyrics from Khamoshi: The Musical.