Makhamali Ye Badan Ki Nazaakaten Hasin Lyrics

"Makhamali Ye Badan Ki Nazaakaten Hasin" lyrics from Road sung by sanjivani bhelande, sonu nigam and music directed by sandesh shandilya and composed by sandesh shandilya and lyrics written by akhilesh sharma

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Makhamali Ye Badan Ki Nazaakaten Hasin Lyrics


Makhmali yeh badan ki nazakate
Hasin chura naa le mere dil ka chain
Yeh kahi jisne bhi banaya hai
Tujhako woh kamaal hai
Aur uss kamaal pe tu bemisaal hai
Hai akeli raat gumsum
Aur chhat ke niche ham tum
Aankho me tere kaisa khumaar ho
Naa jaaye kuchh khata dekho yaar
Bekaraar naa dikha diwaangi
Makhmali yeh badan ki nazakate hasin

Mast mast ho raha hai
Yeh raat ka safar
Dil me hulchale uthhaaye
Teri najar gulaabi gulaabi
Tere armaan jo hai diwaane
Tujhe chhod denge yu hi tere hal par
Bolo naa aisa oh eh jaane jaan
Ek bar mujhako toh aajma
Oh baate teri baate bekar
Chaahe tu karle koshish hajaar
Aayenge baato me naa yeh karle yakin
Makhmali yeh badan ki nazakate hasin

Tanhaayiyo me tanaha
Mile hain jo iss tarah
Socho naa aisa waisa kya faayda
Teri har ada ki shokhiyan bhi
Kya kahe ham toh kya farishte
Bhi naa hosh me rahe
Naa re naa hosh tu naa gawa
Kar le sabar kuchh toh zara
Han milta nahi hai dil ko karaar
Kab tak karun mai haye intejaar
Hone de dil se dil ki milaawate yahin
Harkate yeh dikhaao jaake aur kahi
Hmm… Jisne bhi banaya
Hai tujhako woh kamaal hai
Aur uss kamaal pe tu bemisaal hai
Hai akeli raat gumsum
Aur chhat ke niche ham tum
Ho ho aankho me tere kaisa khumaar
Ho naa jaaye kuchh khata dekho yaar.

More songs lyrics from Road.