Main Kya Jhulm Kiya Lyrics

"Main Kya Jhulm Kiya" lyrics from Eena Meena Deeka sung by sushma shrestha (poornima), udit narayan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Main Kya Jhulm Kiya Lyrics


Maine kya julam kiya
Dilbar tujhe dil jo diya
Maine kya julam kiya
Dilbar tujhe dil jo diya
Thoda sa pyar manga
Dil ka karar manga
Thoda sa pyar manga
Dil ka karar manga
Mujhe rakh le dil mein chhupa ke
Meri jaan valle valle
Kaha fash gaya main aa ke
Meri jaan valle valle

Maine kya julam kiya
Dilbar tujhe dil jo diya
Maine kya julam kiya
Dilbar tujhe dil jo diya
Thoda sa pyar manga
Dil ka karar manga
Thoda sa pyar manga
Dil ka karar manga
Mujhe rakh le dil mein chhupa ke
Meri jaan valle valle
Kaha fash gaya mai aa ke
Meri jaan valle valle

Milne de rahi thi
Dunia akele mein
Chori se main bhaag aayi
Tere sang mele mein
Chori se main bhaag aayi
Tere sang mele mein
Bichhde kabhi kahi na
Ranghe to heero se
Koi na band paya
Dil ko janjiro se
Koi na band paya
Dil ko janjiro se

Maine kya julam kiya
Dilbar tujhe dil jo diya
Maine kya julam kiya
Dilbar tujhe dil jo diya
Thoda sa pyar manga
Dil ka karar manga
Thoda sa pyar manga
Dil ka karar manga
Mujhe rakh le dil me chuhpa ke
Meri jaan valle valle
Kaha fash gaya main aa ke
Meri jaan valle valle

Palko ke aasiyaa mein
Sapne sajayenge
Jaha sirf pyar hoga
Vaha chale jayenge
Jaha sirf pyar hoga
Vaha chale jayenge
Bhulungi na kabhi main
Teri miththi yaado ko
Todungi na kabhi main
Zindagi ke vado ko
Todungi na kabhi main
Zindagi ke vado ko

Maine kya julam kiya
Dilbar tujhe dil jo diya
Maine kya julam kiya
Dilbar tujhe dil jo diya
Thoda sa pyar manga
Dil ka karar manga
Thoda sa pyar manga
Dil ka karar manga
Mujhe rakh le dil mein chhupa ke
Meri jaan valle valle
Kaha fash gaya main aa ke
Meri jaan valle valle.

More songs lyrics from Eena Meena Deeka.