Main Kya Janoon Kya Lyrics

"Main Kya Janoon Kya" lyrics from Zindagi sung by kundan lal saigal and music directed by pankaj mullick and composed by pankaj mullick and lyrics written by kidar nath sharma (kedar sharma)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Kya Janoon Kya Lyrics


Main kyaa jaanuun kyaa
Jadoo hai jadoo hai jadoo hai
Main kyaa jaanuun kyaa
Jadoo hai jadoo hai jadoo hai

In do matavale nainon mein
Jadoo hai jadoo hai jadoo hai
Main kyaa jaanuun

Ek ek athah sagar sa hai
Ek ek athah sagar sa hai
In do matavale nainon mein
Jadoo hai jadoo hai jadoo hai
Main kyaa jaanuun …

Man puchh raha hai ab mujh se
Nainon ne kaha hai kya tujh se
Man puchh raha hai ab mujh se
Nainon ne kaha hai kya tujh se
Jab nain mile nainon ne kaha
Nainon ne kaha
Jab nain mile nainon ne kaha
Ab nain base ke nainon mein
Main kyaa jaanuun.

More songs lyrics from Zindagi.