Main Hoon Tere Lyrics

"Main Hoon Tere" lyrics from Hogi Pyaar Ki Jeet sung by anuradha paudwal and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Main Hoon Tere Lyrics


Aye kya bolti tu.
Aye kya main bolu.
Sun suna aati kya khandala
Kya karu aake main khandala
Gumenge, phirenge, nachenge,
Gayege, aish karenge aur kya..

Main hoo tere pyaar mein pagal
Jaaneja aha ha ha
Main hoo tere pyaar mein pagal
Jaaneja aha ha ha
Dhalta jaye mera aanchal
Jaane jaa aa haa

I love you, i love you
Gusse mai bhi pyaar hai,
Ruth na bekar hai
Tere mere beech mein
Parde ki deewar hai,
Parde ki deewar hai
Gusse me bhi pyaar hai,
Ruth na bekar hai
Tere mere beach mein
Parde ki deewar hai,
Parde ki deewar hai
Dhalna jaye mastana pal
Jaane jaa aha ha ha
Are main hoo tere pyaar mein
Pagal jaane jaa aha ha ha

Tu bada bedard hai jane kaisa mard hai
Garm kar sanse mari dekh
Mausam sard hai,dekh mausam sard hai
Tu bada bedard hai jane kaisa mard hai
Garm kar sanse mari dekh
Mausam sard hai, dekh mausam sard hai
Behka jaye mera kajal jane ja aa haa haa

Main hoo tere pyaar me pagal
Jaane jaa aha ha ha
Dhalta jaye mera aanchal
Jaane jaa aa ha ha ha

Main hoo tere pyaar mai pagal
Jaane jaa aha ha ha.

More songs lyrics from Hogi Pyaar Ki Jeet.