Main Hoon Raam Lyrics

"Main Hoon Raam" lyrics from Aaj Ke Sholey sung by anwar hussain and music directed by kamalkant, satyam and composed by kamalkant, satyam

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Hoon Raam Lyrics


Main hoon raam ye hai lakshman
Tu hai hanumanta
Main hoon raam ye hai lakshman
Tu hai hanumanta
Setu pool pe banaye hum sab
Pani mein rashta
Haa pani mein rashta
Haa pani mein rashta

Tu hai ram wo hai lakshman
Ye hai hanumanta
Tu hai ram wo hai lakshman
Ye hai hanumanta
Setu pool pe banaye hum sab
Pani mein rashta
Haa pani mein rashta
Haa pani mein rashta

Rawan dushman saathi katil
Inka ant karo
Jeet hamari hoke rahegi
Unse tum na daro
Rawan dushman saathi katil
Inka ant karo
Jeet hamari hoke rahegi
Unse tum na daro
Ab talwar utha lo
Nash inka kar dalo
Ab talwar utha lo
Nash inka kar dalo
In hatho mein kya shakti hai
Tumko nahi pata
Main hoon raam ye hai lakshman
Tu hai hanumanta
Setu pool pe banaye hum sab
Pani mein rashta
Haa pani mein rashta
Haa pani mein rashta

Parwat kate rah banale
Takat hai hum mein
Jiske aage jag jhuk jaye
Wo himmat hai hum mein
Parwat kate rah banale
Takat hai hum mein
Jiske aage jag jhuk jaye
Wo himmat hai hum mein
Hum dost tujhko jane
Hum bura bhala kahe jane
Hum dost tujhko jane
Hum bura bhala kahe jane
Sher ke bache jala ke rakhde
Rawan ki lanka
Main hoon raam ye hai lakshman
Tu hai hanumanta
Setu pool pe banaye hum sab
Pani mein rashta
Haa pani mein rashta
Haa pani mein rashta
Haa pani mein rashta.

More songs lyrics from Aaj Ke Sholey.