Main Ek Chingari Hoon Lyrics

"Main Ek Chingari Hoon" lyrics from Bandh Darwaza sung by anuradha paudwal and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by qafil azad

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Main Ek Chingari Hoon Lyrics


Main ek chingari thi
Ab sirf andhera hoon
Main ek chingari thi
Ab sirf andhera hoon
Mujhe kaun nikalenga is
Bandh bandh darwaze se

Main ek chingari thi
Ab sirf andhera hoon
Mujhe kaun nikalenga is
Bandh bandh darwaze se
Main ek chingari thi
Ab sirf andhera hoon

Har saans meri har aans meri
In deewaro main kaid haui
Har saans meri har aans meri
In deewaro main kaid haui
Main ik kali khil bhi na saki
Bas andhiyaro main kaid hui
Mujhe kaun nikalenga
Is bandh bandh darwaze se
Main ek chingari thi
Ab sirf andhera hoon

Main zinda laash sulagti hoon
Tanhai ke angaro mein
Ye deeware hai kabra meri
Main katl hoon in deewaro mein
Jeevan ne to thukaraya hai mujhe
Ye maut bata tu kyun hai khafa
Ab kaun sunega tere shiva
Jo dard hain meri pukaaro mein
Jo dard hain meri pukaaro mein
Jo dard hain meri pukaaro mein

Main ek chingari thi
Ab sirf andhera hoon
Mujhe kaun nikalenga
Is bandh bandh darwaze se
Main ek chingari thi
Ab sirf andhera hoon.

More songs lyrics from Bandh Darwaza.