Main Ayi Tere Dwar Lyrics

"Main Ayi Tere Dwar" lyrics from Dharma Karma sung by bali brahmbhatt, sushma shrestha (poornima), vinod rathod and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri

Music Director(s):
Composer(s):

Main Ayi Tere Dwar Lyrics


Jai maa ambe shera wali
Jai maa durge jai maa kaali
Jai maa ambe shera wali
Jai maa durge jai maa kaali
Araj kampan vajar dhari
Hai maa hai maa

Karma karma karma karma
Hai maa raksha karo
Ayi tere sharan mein
Sunlo meri pukar
Main ayi tere dwar
Main ayi tere dwar
Hai maa dukhiyo ke
Dukh harne wali
Kardo mera udhar
Main ayi tere dwar
Main ayi tere dwar

Jab jab atyachar badha hai
Tune liya avtar
Kahi pe durga kahi pe kaali
Ban ke kiya sangar
Maa teri shakti ne aandhi
Toofano ka rukh moda
Jaane kitno ka ghamand
Pal bhar mein tune toda
Teri takat ke aage jhukta hai
Yeh sansar

Karma karma karma karma
Hai maa raksha karo
Ayi tere sharan mein
Sunlo meri pukar
Main ayi tere dwar
Main ayi tere dwar

Bhakto ka bhay harne wali
Chamunda rudrani
Sun pukar meri aa jaao
O jagtambe bhavani
Dharam ki jai ho karam ki jai ho
Do aisa vardan
Khadak tumhara le karle
Iss paapi ki jaan
Sabki bali chadhaunga
Main mata ke darbar
Apne bhakto ki karegi maa swikar
Iske sar pe aaj chalegi mata ki talwar
Khush hogi maa tere
Sharo ka pahnaunga haar
Karma karma karma karma
Hai maa raksha karo
Ayi tere sharan mein
Sunlo meri pukar
Main ayi tere dwar.

More songs lyrics from Dharma Karma.