Maan Gayi Main Ab Lyrics

"Maan Gayi Main Ab" lyrics from Duhai sung by rafiq ghaznavi, shanta apte and music directed by rafiq ghaznavi and composed by rafiq ghaznavi and lyrics written by bharat vyas

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Maan Gayi Main Ab Lyrics


Maan gayi main
Maan gayi main
Ab maan gayi
Ho daiyya re
Ab maan gayi
Maan gayi main
Maan gayi main
Ab maan gayi
Ho daiyya re
Ab maan gayi
Maan gayi

Ab bhool kabhi na karna
Ab bhool kabhi na karna
Nirwahan na jhoothaa dharna
Tori yaad se main
Tori yaad se main
Pehchaan gayi
Pehchaan gayi
Ab maan gayi
O daiyya re
Ab maan gayi
Maan gayi main
Maan gayi main
Ab maan gayi
O daiyya re
Ab maan gayi
Maan gayi

Ik baat meri tum maanoge
Ik baat meri tum maanoge
In donon ka byaah rachaa do
In donon ka byaah rachaa do
Inhen dulha dulhan banaa do
Inhen dulha dulhan
Banaa do ho ho
O miyaan idhar to aao
O miyaan idhar to aao

Ho nanad na sharmaao
Ho nanad na sharmaao
Lo donon haath milaao
Lo donon haath milaao
Ab mauj karo
Ab mauj karo
Aulaad jano aulaad jano
Do do bachchon ke
Baap bano nahin
Chhe chhe bachchon
Ke baap bano
Ab maan gayi
Ab maan gayi
Ho daiyya re
Ab maan gayi
Maan gayi main
Maan gayi main
Ab maan gayi
Ho daiyya re
Ab maan gayi.

More songs lyrics from Duhai.