Laut Ke Aajaa Lyrics

"Laut Ke Aajaa" lyrics from Tyagi sung by kavita krishnamurthy, kumar sanu and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Lyricist(s):
Composer(s):

Laut Ke Aajaa Lyrics


Laut ke aaja re o o aa aa
Chain nahin aaye re
Jiya nahin jaye re
Tere bin main hoon kya
Mere bin tu hain kya
Chain nahin aaye re
Jiya nahin jaye re
Tere bin main hoon kya
Mere bin tu hain kya
Laut ke aajaa re o o aa aa

Tujhko yaha se kaise pukarun
Jane ab tu hogi kaha
Tujhko yaha se kaise pukarun
Jane ab tu hogi kaha
Tu na mili to qasam khuda ki
Ji na sakunga tere bina
Chain nahin aaye re
Jiya nahin jaye re
Tere bin main hoon kya
Mere bin tu hain kya

Laut ke aajaa re o o aa aa

Koi bandhan mane kahin na
Jab ye dil ho deewana
Koi bandhan mane kahin na
Jab ye dil ho deewana
Thukra ke ye sara zamana
Mujhko tere paas aana
Chain nahin aaye re
Jiya nahin jaye re
Tere bin main hoon kya
Mere bin tu hain kya

Chain nahin aaye re
Jiya nahin jaye re
Tere bin main hoon kya
Mere bin tu hain kya

Laut ke aajaa re o o aa aa
Chain nahin aaye re
Jiya nahin jaye re
Tere bin main hoon kya
Mere bin tu hain kya

Chain nahin aaye re
Jiya nahin jaye re
Tere bin main hoon kya
Mere bin tu hain kya

Laut ke aajaa re ,
Laut ke aajaa re
Laut ke aajaa re
Laut ke aajaa re.

More songs lyrics from Tyagi.