Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (2000) Lyrics

"Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (2000)" lyrics from Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi sung by pankaj sarawgi, priya bhattacharya and music directed by lalit sen and composed by lalit sen and lyrics written by nawab arzoo

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (2000) Lyrics


Rishton ke bhi roop badalte hain
Naye naye saanche mein dhalte hain
Ek pe aati hain ek jaati hain
Banti kahani nayi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi

Khelne wale baith ke dekhenge
Naye khiladi khel yeh khelenge
Rishton ka rand badla
Naaton ka dhang badla
Aaina phir bhi wahi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi
Kyunki saans bhi kabhi bahu thi
Haa saans bhi kabhi bahu thi

More songs lyrics from Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi.