Kyu Ji Cent Lagaya Lyrics

"Kyu Ji Cent Lagaya" lyrics from Neki Aur Badi sung by amirbai karnataki, firoz dastoor and music directed by roshanlal nagrath (roshan) and composed by roshanlal nagrath (roshan) and lyrics written by kidar nath sharma (kedar sharma)

Music Director(s):

Kyu Ji Cent Lagaya Lyrics


Kyu ji cent lagaya hai hai
Kyu ji cent lagaya hai hai
Tumko bula laye
Isko samjhaya hai
Isko samjhaya hai
Tumko bula laye
Isko samjhaya hai
Isko samjhaya hai

Baja jo bajati hoon
Baja jo bajati hoon
Duniya ko kuch aur sune
Kuch aur sunati hoon
Kuch aur sunati hoon
Duniya ko kuch aur sune
Kuch aur sunati hoon
Kuch aur sunati hoon

Hotho ka bahana hai hai
Hotho ka bahana hai hai
Samne lake tumhe
Tasveer banana hai
Tasveer banana hai
Samne lake tumhe
Tasveer banana hai
Tasveer banana hai

Maine nathani dali hai hai
Maine nathani dali hai hai
Tumko nachne ki
Tarkeeb nikali hai
Tarkeeb nikali hai
Tumko nachne ki
Tarkeeb nikali hai
Tarkeeb nikali hai

Sawari ko batati hai
Sawari ko batati hai
Badi ka munh kala
Neki phal pati hai
Neki phal pati hai
Badi ka munh kala
Neki phal pati hai
Neki phal pati hai.

More songs lyrics from Neki Aur Badi.