Kya Sochta Hain Aye Dil Lyrics

"Kya Sochta Hain Aye Dil" lyrics from Aap Ki Yaadein sung by anuradha paudwal and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kya Sochta Hain Aye Dil Lyrics


Kya sochta hain aye dil
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain

Kya sochta hain aye dil
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil

Jise bhi pyaar kiya
Dil ka aitbaar kiya
Haan jise bhi pyaar kiya
Dil ka aitbaar kiya
Usne to khud hi apna
Bas jeena dushvaar kiya
Pehale to dil lagake
Phir dard mitha paake
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Boora haal karta hain
Kya sochta hain aye dil

Jaata hain ek nazar mein
Dil ka sukun saara
Jaata hain ek nazar mein
Dil ka sukun saara
Deta jo bekaraari
Lagata hain wohi pyara
Kya hum bataye kise
Mat puchho kaise kaise
Ye kamaal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil

Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil
Kya sochta hain aye dil.

More songs lyrics from Aap Ki Yaadein.