Kya Mausam Aaya Hai Lyrics

"Kya Mausam Aaya Hai" lyrics from Anari sung by sadhana sargam, udit narayan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Kya Mausam Aaya Hai Lyrics


Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai

Purab se mastani purvai chali
Khushoo se mehki
Phoolon ki gali

Geet gaye nadiyan
Lehron mein hai sargam
Hai ghata deewani
Boondon mein hai cham cham

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai

Purab se mastani purvai chali
Khushoo se mehki
Phoolon ki gali

Geet gaye nadiyan
Lehron mein hai sargam
Hai ghata deewani
Boondon mein hai cham cham

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai

Mehalon ki rani
Dukh se begani
Lag jaye na dhoop tujhe
Ud ud jau
Sabko bataon
Dhoop lage hai chao mein mujhe

Mehalon ki rani
Dukh se begani
Lag jaye na dhoop tujhe
Ud ud jau
Sabko bataon
Dhoop lage hai chao mein mujhe

Kaaton se ho jaye paon na ghayal
Kaaton pe naachungi bandh ke mein payal
Ghar nahi yeh to
Kutiya humari hai

Yeh teri kutiya to mehalo se pyaari hai

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai

Purab se mastani purvai chali
Khushoo se mehki
Phoolon ki gali

Geet gaye nadiyan
Lehron mein hai sargam
Hai ghata deewani
Boondon mein hai cham cham

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai

Behti pawan ki
Ujaale gagan ki
Jee karta hai saath chalu

Cheekne dagar hai
Geer ne ka daar hai
Tham ka tera haath chalu

Behti pawan ki
Ujaale gagan ki
Jee karta hai saath chalu

Cheekne dagar hai
Geer ne ka daar hai
Tham ka tera haath chalu

Dharti pe bekhren hai
Oos ke moti

Yeh teri boli to
Sur naye peeroti

Dard ka woh agan

Mein chod ke aaye
Kya tujhe jaannat ki raunka nahi bhai

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai

Purab se mastani purvai chali
Khushoo se mehki
Phoolon ki gali

Geet gaye nadiyan
Lehron mein hai sargam
Hai ghata deewani
Boondon mein hai cham cham

Kya mausam aaya hai
Kya mausam aaya hai.

More songs lyrics from Anari.