Kya Hua Yaad Nahin Lyrics

"Kya Hua Yaad Nahin" lyrics from Madadgaar sung by mohammed rafi and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Kya Hua Yaad Nahin Lyrics


Kya huya yaad nahin
Kaise huya yaad nahin
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahin
Kya huya yaad nahin
Kaise huya yaad nahin
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahin
Kya huya yaad nahin

Hum wahin aap wohi
Hum wahin aap wohi
Phir bhi ye anjana pan
Aapne aodah liya kyu
Ye udasi ka kafan
Kab huyi kisse huyi
Kaisi khata yaad nahin
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahin
Kya huya yaad nahin

Aap badle to fizza
Rang badal jayegi
Lab pe roki hain jo
Wo aahe nikal jayegi
Aap badle to fizza
Rang badal jayegi
Lab pe roki hain jo
Wo aahe nikal jayegi
Aap kyu aaj hain humse
Sabse khafa yaad nahin
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahin
Kya huya yaad nahin
Kaise huya yaad nahin
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahin
Kya huya yaad nahin
Yaad nahin yaad nahin.

More songs lyrics from Madadgaar.