Koi Halchal Na Sada Hai Mujh Mein Lyrics

"Koi Halchal Na Sada Hai Mujh Mein" lyrics from Khushboo Ki Khushboo Se sung by khushboo khanum and music directed by khushboo khanum and composed by khushboo khanum and lyrics written by mumtaz rashid

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Koi Halchal Na Sada Hai Mujh Mein Lyrics


Koi halchal
Koi halchal na sada hai mujh mein
Jaane kyaa tut gaya hain mujh mein
Koi halchal na sada hai mujh mein

Aashra de ke mera dard na chhin
Aashra de ke mera dard na chhin
Ek yahin rang
Ek yahin rang bacha hain mujh mein
Ek yahin rang
Ek yahin rang bacha hain mujh mein
Jaane kyaa tut gaya hain mujh mein
Koi halchal na sada hai mujh mein

Waqt ke saath badal jaata hoon
Waqt ke saath badal jaata hoon
Zindagi teri
Zindagi teri adda hain mujh mein
Zindagi teri
Zindagi teri adda hain mujh mein
Jaane kyaa tut gaya hain mujh mein
Koi halchal na sada hai mujh mein

Koan mitti ka kharidaar yahan
Koan mitti ka kharidaar yahan
Usne kyaa dekha
Usne kyaa dekha liya hain mujh mein
Usne kyaa dekha
Usne kyaa dekha liya hain mujh mein
Jaane kyaa tut gaya hain mujh mein
Koi halchal na sada hai mujh mein.

More songs lyrics from Khushboo Ki Khushboo Se.