Kehta Hai Mera Jiya Lyrics

"Kehta Hai Mera Jiya" lyrics from Raja Bhaiya sung by sunidhi chauhan, udit narayan and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kehta Hai Mera Jiya Lyrics


Kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Kehta hai mera jiya
Baahon mein bhar le piya
Tune mere tan
Mann me kya kar diya
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya

Tan pe na haath laga
Mann mein na pyaas jaga
Are tan pe na haath laga
Mann mein na pyaas jaga
Bachpan se main hoon
Baal brahmachari
Chakkar chala kahin aur naari
Chakkar chala kahin aur naari

Main kya karoon
Mujhko itna bata de
Bedardi dilbar koi to dawa de
Haay main kya karoon
Mujhko itna bata de
Bedardi dilbar koi to dawa de
Are tere liye daaktar ko bulaoon
Woh jo kahe woh
Dawa le ke aaoon
Bada naasamajh
Hai mera saathiya
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya

Andar tere paap ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari
Andar tere paap ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari
Yeh rog mera bada khaas
Hai iski dawa bas tere paas hai
Are maan mera kehna
O kanya kunwari
Chakkar chala kahin aur naari
Chakkar chala kahin aur naari

Are kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Tune mere tan mann
Mein kya bhar diya
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya
Bachpan se main hoon
Baal brahmachari
Chakkar chala
Kahin aur naari
Pyaar ka yeh rog
Diya kya kar diya
Are chakkar chala
Kahin aur naari.

More songs lyrics from Raja Bhaiya.