Kehna Na Tum Yeh Kisi Se Lyrics

"Kehna Na Tum Yeh Kisi Se" lyrics from Pati Patni Aur Tawaif sung by mohammed aziz, salma agha and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Kehna Na Tum Yeh Kisi Se Lyrics


Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se
Aaj se ab se abhi se
Main tera main
Tera main tera bas tera
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se
Aaj se ab se abhi se
Mai teri main teri main teri bas teri
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se

Ik aag dil mein lagi hain
Ho ik aag dil mein lagi hain
Dil ka diya jaan di hain
Pyari bahut zindagi hain
Tu pyara tu pyara
Tu pyara hi zindagi se
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se

Karde agar tu isara
Karde agar tu isara
Marna hain mujhko gawara
Marna hain mujhko gawara
Chhoda jamana ye sara
Main gujra main gujra
Main gujra teri gali se
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se

Palko ke upar bithalu
Ankho ke andar chhupa loon
Aa tujhko palko ke upar bithalu
Ankho ke andar chhupa loon
Aa tujhko tujhse chura loon
Aa tujhko tujhse chura loon
Daman daman daman
Chhuda kar sabhi
Pahnana tum ye khusi se
Ho kahna na tum ye kisi se
Aaj se ab se abhi se
Main tera main
Tera main tera bas tera
Kahna na tum ye kisi se
Ho kahna na tum ye kisi se.

More songs lyrics from Pati Patni Aur Tawaif.