Keh Do Ki Tum Ho Meri Warna Lyrics

"Keh Do Ki Tum Ho Meri Warna" lyrics from Tezaab sung by amit kumar, anuradha paudwal and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by javed akhtar

Lyricist(s):

Keh Do Ki Tum Ho Meri Warna Lyrics


Keh do ki tum ho meri warna
Jeena nahi mujhe hai marna
Keh do ki tum ho meri warna
Jeena nahi mujhe hai marna

Dekho kabhi na aisa kehna
Dekho kabhi na aisa karna
Yehi aada tho ek sitam hai
Suno tumhe meri kasam hai
Keh do ki tum ho meri warna
Jeena nahi mujhe hai marna
Dekho kabhi na aisa kehna
Dekho kabhi na aisa karna
Yehi aada tho ek sitam hai
Suno tumhe meri kasam hai
Keh do ki tum ho meri warna
Jeena nahi mujhe hai marna

Tum aaj mujhse yeh ek vada kar lo
Phir na koi tum shararat karoge
Jitni mohabbat mein karti hun tumse
Mujhse tum utni mohabbat
Karoge mohabbat karoge

Yehi aada tho ek sitam hai
Suno tumhe meri kasam hai
Keh do ki tum ho meri warna
Jeena nahi mujhe hai marna

Kal dil dukhaya tha meine tumhara
Is baat ka aaj tak mujhko hai gham
Yeh sochkar maaf kar dena mujhko
Meri yeh pehli mohabbat hai
Janam mohabbat hai janam

Yehi aada tho ek sitam hai
Suno tumhe meri kasam hai
Keh do ki tum ho meri warna
Jeena nahi mujhe hai marna

Shikwe gile shikwe gile
Shikwe gile saab hai kal ki kahani
Ab zindagi bhar khafa hum na honge
Ab mein tumhara hun aur bas tumhara
Maar jaao bhi tho juda hum na honge
Ab khafa hum na honge
Bewafa hum na honge

Yehi adaa tho ek sitam hai
Suno tumhe meri kasam hai
Keh do ki tum ho meri warna
Jeena nahi mujhe hai marna
Dekho kabhi na aisa kehna
Dekho kabhi na aisa karna
Yehi aada tho ek sitam hai
Suno tumhe meri kasam hai
Yehi aada tho ek sitam hai
Suno tumhe meri kasam hai.

More songs lyrics from Tezaab.