Kalkatte Ki Kalavati Main Lyrics

"Kalkatte Ki Kalavati Main" lyrics from Aage Ki Soch sung by usha mangeshkar and music directed by raamlaxman (vijay patil) and composed by raamlaxman (vijay patil) and lyrics written by bal kishan puri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Kalkatte Ki Kalavati Main Lyrics


Suno kalkatte ki kalawati
Main ha kalkatte ki kalawati main
Sabko nachau ungali pe,
Har koi mujhpe fida hai lekin
Main hu fida ek jangali pe
Kalkatte ki kalawati main

Aaj hai mere husan ka
Charcha galiyo mein chobaro mein
Roz hai mera photo chhapta
Dunyia ke akhbaro mein
Phir bhi koi jhank raha hai,
Phir bhi koi jhank raha hai
Mujhko apni kamali se
Kalkatte ki kalawati main,
Sabko nachau ungali pe
Kalkatte ki kalawati main

Meri nathaniya utar na payi,
Sach kahti hoon jhut nahi
Kori chunariya muft na pakdo,
Machi hui koi lut nahi
Bach rahi hoon bachi rahungi,
Bach rahi hoon bachi rahungi
Choro ki is mandli se
Kalkatte ki kalawati main,
Sabko nachau ungali pe
Kalkatte ki kalawati main

Kahat kabira ho ho o…
Kahat kabira kalawati se
Dil ka lagana khel nahi
Isliye to rahi kuwari hua
Kisi se mel nahi
Or kisi se darr nahi lagta
Ha or kisi se darr nahi lagta
Darti hoon main chumli se
Kalkatte ki kalawati main,
Sabko nachau ungali pe
Har koi mujhpe fida hai lekin
Main hoon fida ek jangali pe
Kalkatte ki kalawati main.

More songs lyrics from Aage Ki Soch.